Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeR D Burman
HomeR D Burman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la la laaa hmm hmmm hmmm akhiyon mein chhote chhote sapne sajaike bahiyon mein nindiya ke pankh lagaike chanda mein jhule meri bitiya rani chandani re jhoom hoo chandani re jhoom akhiyon mein chhote chhote sapne sajaike bahiyon mein nindiya ke pankh lagaike chanda mein jhule meri bitiya rani chandani re jhoom ho chandani re jhoom yahi to kali hai pyaari meri saari bagiya mein yahi to kali hai pyaari meri saari bagiya mein maine yahi moti paya jeewan nadiya mein mamta lutaun aisi mach jaye dhoom chandani re jhoom hoo chandani re jhoom nindiya ke sang sang raja koi aayega nindiya ke sang sang raja koi aayega bindiya lagayega re mala pehnayega leja phir pyare pyare mukhde ko choom chandani re jhoom hoo chandani re jhoom akhiyon mein chhote chhote sapne sajaike bahiyon mein nindiya ke pankh lagaike chanda mein jhule meri bitiya rani chandani re jhoom hoo chandani re jhoom chandani re jhoom ho chandani re jhoom
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm ankhiyon mein chhote chhote sapne sajaaye ke pahiyon mein nindiyaa ke pankh lagaaye ke chanda mein jhoole meri bitiyaa raani chandani re jhoom hooo chandani re jhoom yahi to kali hai pyaari meri saari baghiyaa mein hoo yahi to kali hai pyaari meri saari baghiyaa mein maine yahi moti paaya jeevan nadiyaa mein mamta lootaun aisi mach jaaye dhoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom kya kya na tere liye besh banaaya hai hooo kya kya na tere liye besh banaaya hai kya nahin beeti phir bhi tujhe behlaaya hai tere liye main raha gali gali ghoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom ankhiyon mein chhote chhote sapne sajaaye ke pahiyon mein nindiyaa ke pankh lagaaye ke chanda mein jhoole meri bitiyaa raani chandani re jhoom hooo chandani re jhoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom
hey che khush nazaare che khush nazaare che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil gulon ki waadi sabaa ki basti gali bahaaron ki gulon ki waadi sabaa ki basti gali bahaaron ki nighaah ko thi talaash kab se inhi nazaaron ki ke bekhudhi mein nikal pada hoon utha ke saaz e dil hoooooo che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil ye wo mehal hai har ik daricha hai aasmaan jiska ye wo mehal hai har ik daricha hai aasmaan jiska hai apne sar se bhi kuchh bulandi pe aastaan jiska ye hai wo chilman ke jiske pichhe hai wo haseen qaatil hooooo che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil che khush nazaare che khush nazaare ke kud pukaare hain yaar ki manzil
chhalkaao jhoom ke paimaana khushi kaa hans ke jo guzaar de jeena hai ussi kaa chhalkaao jhoom ke paimaana khushi kaa hans ke jo guzaar de jeena hai ussi kaa zinda dil waale rakhte hai dil se kaam ghum ko karte hain door hi se salaam are zinda dil waale rakhte hai dil se kaam ghum ko karte hain door hi se salaam dil se hum hain hum se hai zindagi chhalkaao jhoom ke paimaana khushi kaa hans ke jo guzaar de jeena hai ussi kaa lal lal la lala laa lala la la la laa lala lala laa laa lala lala laa laa jab tak jeevan ki shaam hasti rahe aur ye zulfon ki rut mehakti rahe are jab tak jeevan ki shaam hasti rahe aur ye zulfon ki rut mehakti rahe saaz e dil pe gaaye jaa dhun yahi chhalkaao jhoom ke paimaana khushi kaa hans ke jo guzaar de jeena hai ussi kaa lal lal la lala laa lala la la la laa lala lala laa laa lala lala laa laa
chonde chonde gaane gaane ki bole jaay ghungroo ghungroo ghungroo chonde chonde gaane gaane ki bole jaay ghungroo ghungroo modira meshano raati ei bujhi chole jaay modira meshano raati ei bujhi chole jaay chole jaay chole jaay chole jaay chonde chonde gaane gaane ki bole jaay ghungroo ki bole jaay aaaaa aaaa aaaa chondo bondi ghungroo te kholo taa ke jhonakarete aa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa chondo bondi ghungroo te kholo taa ke jhonakarete jochhonay dhalo dhalo chand bujhi dhole jaay jochhonay dhalo dhalo chand bujhi dhole jaay dhole jaay dhole jaay dhole jaay chonde chonde gaane gaane ki bole jaay ghungroo ghungroo jolchehe jolshaghore baati baati joleche jolshaghore jolchehe jolshaghore baati esho kache ogo mor saathi premero agune aaj shobi jeno jole jaay premero agune aaj shobi jeno jole jaay jole jaay jole jaay jole jaay chonde chonde gaane gaane chonde chonde gaane gaane chonde chonde gaane gaane ki bole jaay
chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho mit jaayega saara gila humse gale milte raho chhodo sanam haa kaahe ka ghum hanste raho khilte raho lala lala haaa haa lala lala haaa lala lala laaa lala lalaaaa chhodo sanam haa kaahe ka ghum haa hanste raho khilte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho mit jaayega saara gila humse gale milte raho chhodo sanam kaahe ka ghum hanste raho khilte raho muskuraati haseen aankhon se dekho dekho samaa badalta hai kaise jaane jahaan chehre ki rangat ghul jaati hai aise muskuraati haseen aankhon se dekho dekho samaa badalta hai kaise jaane jahaan chehre ki rangat ghul jaati hai aise aayi yaayi yaayi yaaa aayi yaayi yaayi yaaa aayi yaayi yaa yaa yaayi yaayi yaaa haan chhodo sanam lala lala kaahe ka ghum lala lala hanste raho khilte raho lala lala chhodo sanam lala lala la kaahe ka ghum lala lala la hanste raho khilte raho lala lala aao milkar ke yun behak
chhota sa ghar apna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajnaa teri pyari pyari akhiyon mein kho ke khud ko main dhundha karun ha mann mandir mein rakh ke piya teri murat din rain pooja karun barson ki pooja se milta hai pyaar itna tu rooth na jaye sajna sajna tu rooth na jaye sajnaa babul ka ghar chhoda tujhse naata joda pritam teri galiyan sajaaun ho apne is aangan mein palkon se chun chun ke aashaon ki kaliyan bichhaun dukh sukh ki raaton mein ye haath hai haathon mein sang chhoot na jaye sajna sajna sang chhoot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeevan ka sapna ye toot na jaye sajna sajna ye toot na jaye sajnaa
chhoti si ek kali khili thi chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daala haan use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daalaa aage kahun keh naa sakun chup rahun reh naa sakun phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daalaaa aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daala phool waale ki jholi mein toot ke gir padi kali phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi kachchaa dhaaga toot gaya phool waala chhoot gaya phir kya hua koi jaane naa koi jaane naa chhoti
la laaaa lal lal laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa la laaaa la la laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi rukti hai thamti hai kabhi barasti hai baadal pe paanv rakh ke baarish machalti hai aaaaaaaaaaaaaaa
hmmmmm chingaari koi bhadke chingaari koi bhadke to saawan usse bujhaaye saawan jo agan lagaaye usse kaun bujhaaye ho usse kaun bujhaaye patjhad jo baag ujaade wo baag bahaar khilaaye jo baag bahaar mein ujade usse kaun khilaaye ho usse kaun khilaaye hum se mat poochho kaise mandir tootaa sapnon kaaa hum se mat poochho kaise mandir tootaa sapnon kaa logon ki baat nahin hai ye kissaa hain apnon ka koi dushman thens lagaaye to meet jiyaa bahalaaye manmeet jo ghaav lagaaye usse kaun mitaaye naa jaane kyaa ho jaataa jaane hum kyaa kar jaate naa jaane kyaa ho jaataa jaane hum kyaa kar jaate peete hain to zindaa hain naa pite to mar jaate duniyaa jo pyaasaa rakhe to madiraa pyaas bujhaaye madiraa jo pyaas lagaaye usse kaun bujhaaye ho usse kaun bujhaaye maanaa toofaan ke aage nahin chaltaa zor kisi ka maanaa toofaan ke aage nahin chaltaa zor kisi ka maujon kaa dosh nahin hai ye dosh hai aur kisi kaa majhdhaar mein naiyyaa dole to maajhi paar lagaaye maajhi jo naav
choke name brishti buke uthe jhor je choke name brishti buke uthe jhor je tumi to amari chile ajj koto por je choke name brishti buke uthe jhor je tumi to amari chile ajj koto por je tumi to amari chile ajj koto por je haal bhanga kheya hoye khuje fire khul to aaaa aaaa aaaa aaaa haal bhanga kheya hoye khuje fire khul to joler oi lekhon tumi nei tate bhul to ami jeno chora bali dhudu balochor je choke name brishti buke uthe jhor je tumi to amari chile ajj koto por je somoyer jhomonate boye jaay din to sob kichu muche tobu roye jai hrine to uparer chaya chara nei kono ghor je choke name brishti buke uthe jhor je tumi to amari chile ajj koto por je tumi to amari chile ajj koto por je
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke palkon ke peechhe se chhup ke keh gayi saari batiyaan ankhiyaan wo ankhiyaan ye ankhiyaan do ankhiyaan chori chori chupke chupke palkon ke peechhe se chhup ke keh gayi saari batiyaan ankhiyaan wo ankhiyaan ye ankhiyaan do ankhiyaan honthon par tha laaj ka pehra dhadak gaya ye dil naa thehraa hooo honthon par tha laaj ka pehra dhadak gaya ye dil naa thehraa ban gayi prem ki patiyaan ankhiyaan wo ankhiyaan ye ankhiyaan do ankhiyaan aane ko to neend bhi aayi kuchh naa poochho raam duhaayi ho aane ko to neend bhi aayi kuchh naa poochho raam duhaayi jaagi saari ratiyaan ankhiyaan wo ankhiyaan ye ankhiyaan do ankhiyaan laakh chhupaaye meera raani man mohan ki prem deewani deewani laakh chhupaaye meera raani man mohan ki prem deewani jaan gayi jaan gayi jaan gayi hoooo jaan gayi sab sakhiyaan ankhiyaan wo
hmmmm chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai ae kisne bulaaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai ha chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai kisne bulaaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai ae kahaan hai yahaan hai idhar hai udhar hai upar hai niche hai kahaan hai yahaan hai are yahaan to koi bhi nahin hai bhai koi bhi nahin hai chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai kisne bulaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai oo yeh khidki khuli hai yeh to band thi nahin mujhe taaza hawa pasand thi yeh khidki khuli hai yeh to band thi nahin mujhe taaza hawa pasand thi are mujhse kaha hota main razamand thi sharmo haya ki deewaar buland thi achha yeh sab chhodo par itna toh socho ki main bhi chup aur tum bhi chup toh kisne machaya yeh shor kaun hai kaun hai kaun hai bhayi arre yeh toh parda hai oh ho ho ho ho ho chori chori chupke chupke tere mere
chori chori solah singaar karungi aaj saari raat intezaar karungi soye hain mere peeharwaa soye hain mere peeharwaa hoo chori chori solah singaar karungi aaj saari raat intezaar karungi soye hain mere peeharwaa soye hain mere peeharwaa haan chori chori solah singaar karungi lipte badan se shole agan ke teri lagan ke khelo na mann se mereee keh doongi main ye sajan se oo oooo haan haan teri lagan ke khelo na mann se mereee keh doongi main ye sajan se naaa jiiiii naaa haaan haaan jiiiii haaaan ek ye gilaa sau baar karungi aaj saari raat intezaar karungi soye hain mere peeharwaa soye hain mere peeharwaa hoo chori chori solah singaar karungi nainon ke raste chupke se aa ke sapnon mein jaa ke paayal bajaa ke chham seee rakh doongi unko jagaa ke oo oooo haan haan sapnon mein jaa ke paayal bajaa ke chham seee rakh doongi unko jagaa ke naaa jiiiii naaa haaan haaan jiiiii haaaan pyaar kiya hai maine pyaar karungi aaj saari raat intezaar karungi soye hain mere peeharwaa soye
chunri sambhaal gori udi chali jaaye re oye chunri sambhaal gori udi chali jaaye re maar naa de dank kahin nazar koi haaye chunri sambhaal gori udi chali jaaye re maar naa de dank kahin nazar koi haaye dekh dekh pag naa phisal jaaye re ara ra ra ra ra ra haaaa aaaaa chunri sambhaal haaaa aaaaa udi chali jaaye haaaa aaaaa maar naa de dank haaaa aaaaa nazar koi haaye aaaaaaaaaaa uuuuuuuu ruru ruru ruru ruru ruru ruuuuu hoooiiiii ruru ruru ruru ruru ruru ruuuuu ruhu ruhu ruhu phisle nahin chal ke kabhi dukh ki dagar pe thokar lage hans de hum basne waale dil ke nagar ke haaye haaye phisle nahin chal ke kabhi dukh ki dagar pe thokar lage hans de hum basne waale dil ke nagar ke are har kadam behak ke sambhal jaaye re ara ra ra ra ra ra haaaa aaaaa chunri sambhaal haaaa aaaaa udi chali jaaye haaaa aaaaa maar naa de dank haaaa aaaaa nazar koi haaye kirne nahin apni to hai baahon ki maala deepak nahin jin mein unn galiyon mein hai humse ujaala haaye haaye kirne nahin apni
chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam hooo le liya dil haai mera dil haai dil lekar mujhko na behlaana chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam bahaar banke aaun kabhi tumhaari duniya mein guzar na jaayen yeh din kahin isi tamanna mein bahaar banke aaun kabhi tumhaari duniya mein guzar na jaayen yeh din kahin isi tamanna mein tum mere ho ho tum mere ho aaj tum itna vaada karte jaana chura liya chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana sanam badal ke meri tum zindagaani kahin badal na jaana sanam hoo sajaaoonga lutt kar bhi tere badan ki daali ko lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko sajaaoonga lutt kar bhi tere badan ki daali ko lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko hai wafa kya iss jahaan ko ek din dikhla doonga main deewana chura liya chura liya hai tumne jo dil ko nazar nahin churaana
daiya ye main kahaan aa phansi haaye re phansi kaisi phansi rona aawe naa aawe hansi pappe bacha lo tussi haaaaaa daiya ye main kahaan aa phansi haaye re phansi kaisi phansi rona aawe naa aawe hansi pappe bacha lo tussi haaaaaa haaaa haaaa haa haaa lal lal lal lal lal lala lala lal la lala lal la lala lara ra ra huummmmaaaaa lala lala lala lala lala lala lala lala lala haaaaaaaa dekhe har ek mohe chume jidhar bhaagi to kursi ulat gayi udhar kaali si murgi udd gayi kidhar turu tu turu ru ru tu turu turu turu hey hey de ke anda kahaan jaa phansi haaye re phansi kaisi phansi rona aawe naa aawe hansi pappe bacha lo tussi haaaaaa haaaaaa haaaa haaaa daiya ye main kahaan aa phansi haaye re phansi kaisi phansi rona aawe naa aawe hansi pappe bacha lo tussi haaaaaa haaaa haaaa haa haaa lal lal lal lal lal lala lala lal la lala la la lala lal lal lal lal lal lala lala lal la lala lala lala haaaaaaaa kaisi hai raama ye milan ki ghadi ik nazriyaa to aisi padi reh sakun naa pal
hey danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha tum bhi shayad chup rehte hum bhi shayad chup rehte ankhon se dil ki baatein kab kehte kaise kehte kaam bada mushkil tha aasaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya kya kehne do jeena hai to jeena hai marna hai to marna hai pyaar agar karna hai to duniya se kya darna hai saari duniya ko hairaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya haye haye bilkul nahin logon se sharmaate the duniya se ghabraate the dekha hamne keh daala tum jo keh nahin paate the maano humne tumpe ehsaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya aa hey danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya haa haa haa danke ki chot se elaan kar diya
deewana deewana karke chhodoge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo haaye jeena mushkil kar doge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo haaye jeena laaaa lala laaaaaa lala laaa lala laaaaa lala laaaa lala la lala aise naa bas jaana tha meri palkon ke tale hoooo oooo ooooooo raahi wahin rukte hain ghani jahaan chhaanv mile hooooo ooooo hoooo oooo pyaar se ruk ruk dekh rahe kya ho mujh mein hooooo ooooo hoooo oooo sar se kadam tak sapnon ke kayi gaanv mile hooooo hooooo hoooo kaisi hoon main saajan phir se kaho naa kaho naa ho deewana karke chhodoge lagta hai yun humko sau baar kaha aye jaane jahaan yun pyaar se tum dekha naa karo deewana tum naa mile the kuchh bhi nahi tha jeene mein hooooo ooooo ooooo oooo aafat hai milna saawan ke mahine mein hooooo ooooo hmmm hmmmm toofaan kya hai dekho meri inn aankhon ko aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aankhon ki tasveer bani mere seene mein
deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana dekho kahin yaaron thukra na dena mera nazrana deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana aaj ka din hai kitna suhana jhoom raha pyaar meraaaaaa hoo oooo poori ho dil ki sari muraaden khush rahe yaar mera hoo oooo chaand sa jeevan saathi mubaraq jeevan mein aana deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana hmmmmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm apne bhi hain kuchh khwaab adhoore kaun ab gine kitneeeee haai sach to ye hai mere dost ke sapne bhi hain mere apne hoo oooo uski khushi ab meri khushi hai aye dil e deewana deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana dekho kahin yaaron thukra na dena mera nazrana deewana le ke aaya hai dil ka taraana deewana le ke aaya hai dil ka taraana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chandani Re Jhoom (Female) Nauker (1979) 04:38 36929
 
Poster of Nauker (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:38   Song Number : 36929   

Chandani Re Jhoom (Male) Nauker (1979) 04:11 13841
 
Poster of Nauker (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:11   Song Number : 13841   

Che Khush Nazaare Pyar Ka Mausam (1969) 04:29 14010
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:29   Song Number : 14010   

Chhalkaao Jhoom Ke Phir Wahi Raat (1980) 04:21 13959
 
Poster of Phir Wahi Raat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Suresh Oberoi
Duration : 04:21   Song Number : 13959   

Chhande Chhande Gaane Asha Bhosle 03:34 17866
 
Poster of Asha Bhosle
 
Lyricist
Swapan Chakraborty
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:34   Song Number : 17866   

Chhodo Sanam Kudrat (1981) 05:02 20287
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Vinod Khanna
Duration : 05:02   Song Number : 20287   

Chhota Sa Ghar Apna Charitraheen (1974) 03:07 38533
 
Poster of Charitraheen (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Sanjeev Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 38533   

Chhoti Si Ek Kali Khili Jurmana (1979) 05:14 13474
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 05:14   Song Number : 13474   

Chhoti Si Kahani Se Ijaazat (1987) 07:15 20289
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Nasiruddeen Shah, Anuradha Patel
Duration : 07:15   Song Number : 20289   

Chingari Koi Bhadke Amar Prem (1971) 05:59 20295
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:59   Song Number : 20295   

Chokhe Naame Brishti Asha Bhosle 03:21 19532
 
Poster of Asha Bhosle
 
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:21   Song Number : 19532   

Chori Chori Chupke Aap Ki Kasam (1974) 05:02 12586
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Raag- 
Khamaj
Duration : 05:02   Song Number : 12586   

Chori Chori Chupke Bullet (1976) 05:26 40141
 
Poster of Bullet (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Jyoti Bakshi
Duration : 05:26   Song Number : 40141   

Chori Chori Solah Manoranjan (1974) 05:09 11824
 
Poster of Manoranjan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 05:09   Song Number : 11824   

Chunri Sambhaal Gori Baharon Ke Sapne (1967) 06:34 11935
 
Poster of Baharon Ke Sapne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Asha Parekh
Duration : 06:34   Song Number : 11935   

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Yaadon Ki Baaraat (1973) 04:50 20306
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Zeenat Aman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:50   Song Number : 20306   

Daiya Ye Main Kahaan Caravan (1971) 05:14 12950
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:14   Song Number : 12950   

Danke Ki Chot Se Elaan Kar Diya Hum Hain Lajwaab (1984) 04:42 37356
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:42   Song Number : 37356   

Deewana Karke Mere Jeevan Saathi (1972) 06:04 13727
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 06:04   Song Number : 13727   

Deewana Le Ke Aaya Hai Mere Jeevan Saathi (1972) 04:46 13723
 
Poster of Mere Jeevan Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:46   Song Number : 13723   
Karaoke Songs of r d burman, Sad Songs of r d burman, Love Songs of r d burman, Dance Songs of r d burman, Hip-hop songs of r d burman, Best songs of r d burman, Super hit songs of r d burman, hit songs of r d burman, duet songs of r d burman, solo songs of r d burman, old songs of r d burman, famous songs of r d burman, Hindi Karaoke Songs of r d burman, Hindi Sad Songs of r d burman, Hindi Love Songs of r d burman, Hindi Dance Songs of r d burman, Hindi Hip-hop songs of r d burman, best Hindi songs of r d burman, super hit Hindi songs of r d burman, hit Hindi songs of r d burman, duet Hindi songs of r d burman, solo Hindi songs of r d burman, old Hindi songs of r d burman, famous Hindi songs of r d burman, Sing Along Songs of r d burman, Sing Along Sad Songs of r d burman, Sing Along Love Songs of r d burman, Sing Along Dance Songs of r d burman, Sing Along Hip-hop songs of r d burman, Sing Along Best songs of r d burman, Sing Along Super hit songs of r d burman, Sing Along hit songs of r d burman, Sing Along duet songs of r d burman, Sing Along solo songs of r d burman, Sing Along old songs of r d burman, Sing Along famous songs of r d burman